Create Youtube Channel
○ Create Youtube Channel ○
Hello dosto swagt he hamare aaj ke artical me jisme mai aapko batane wala hu ki kaise aapna khud ka yek youtube channel Create kar sakte ho . Mai aapko batana chahta hu ki yek sussed youtuber ban sakte ho or aap banke dhikaoge mujhe pata he kiuki har yek aadmi me yek na yek talent chupa rehta he . Or yehi moka he ki aap use savit kar sakte ho . Aapko pata bhi hoga ki youtubers ki kamai kitni rahti he . Aap search karke dhek sakte ho ki kon kon kitna kamate he .
Aap aapna talent dhikane ka moka mat chodo or ye yek yesa platform he jaha pe aap pure world me femas ho sakte ki puri duniya aapko jan jaigi ki ye yek o banda he iska channel bahot femose he .
how to create youtube channel step by step bata deta hu
![]() |
How to create youtube channel |
1 . Aapka yek google ka account hona jaruri he matlab aapka yek gmail ka account chahiye .
2 . Aap youtube ke home page pe us email id se login hona he
3 . Login hone ke bad youtube home page pe right corner me aapka account hoga vaha pe click karke .
4 . Aap create channel pe click krke aapna channel Create kr sakto ho .
5 . Aapke channel ka yek unic name choose kar lo taki search kroge to . Aapka channel first me dikhega .
6 . Sab kuch detail bhr kr aap channel bana lenge bad me aapko uska pura setup krke ho jayega .
4 . Aap create channel pe click krke aapna channel Create kr sakto ho .
5 . Aapke channel ka yek unic name choose kar lo taki search kroge to . Aapka channel first me dikhega .
6 . Sab kuch detail bhr kr aap channel bana lenge bad me aapko uska pura setup krke ho jayega .
Upload video
Aapka possess complet hone ke bad aap aapne video upload kar sakte ho .
Main bat ye he ki aap aapna khud ka content use karoge kisi ka copy karke mat dalna kiuki aapka channel monitize nahi hoga . Ab aap ye bolenge ki monitize matlab kya hota he
Monetization
Matlab ki aapka channel review me jayega aap jab 4000 hr or 1k subscribers complet kr loge to youtube aapka channel review kar lega tabhi adsense aapko add dhikane mai on ho jayega .
Adsence
Youtube jab review complet kar lega tabhi aapko adsence aapke channel pe advertisement dikhane me shuru kar dega . Or aap us advertisement ke jariye aap paise kamana shuru kar doge.
○ BEST OF LUCK ○
Post a Comment